By Athar Mudasir
Ashyanaa banaya shedaat sa
Zamin ki doul tchant ka
Kankar Kankar sambal ka
Banaya Ashyanaa humara,
Abh chaand pa chalna ki tamana
Bass gayee hai humara dil maine,
Zamin sa kya khoob rishta banaya,
Zamin daman nahi chood rahe.
Hai door abhi manzilaan,
Taruu tak hai fasla apnaa.
Ya hasraat rahgayee
Jab makhanu maine bass gaya dil upna.
Ab raaha b tham gayee,
Ab toh loot chalunn
Apna Ashyanaa maine.